Bihar B.ED CET 2020: Hello Friends , yadi aap Bihar B.Ed Common Entrance Test (CET) me bhag lena chahte hain ya B.Ed me admission lena chahte hain to ya article aap sabhi ke liye kafi upogi hone bala hai .aap sabhi ko bata de ki is article me Bihar B.Ed Common Entrance Test (CET) 2020 ki puri jankari aap sabhi ko diya jayega.us se pahle aap sabhi ko bata deta hu ki Bihar Governor ke anusar is saal 2020me Lalit Narayan Mithila University Darbhanga (LNMU) Bihar B.Ed CET 2020 karwane ko jaa raha hai to ise hi Nodal university rakha gya hai.aap sabhi ko bata de ki Bihar B.Ed ke liya jo online aavedan liya jayega jo hai 1 Februry 2020 hi liya jayaga .jo ki apko online hi bharna hai .aur iske bare me vistar rup se niche bataya gya hai.Bihar B.Ed Common Entrance Test CET 2020 ke liye apko LNMU ke official site ke dwara aap upyog kar sakte hain to iske liye last date jo hai bo 2 March 2020 hoga .aur online form bharne ke liye iska direct link aap sabhi ko niche me provide karaya gya hai.
Aur aap sabhi ko bata den ki Bihar B.Ed Common Entrance Test 2020 is saal 19 April 2020 ko liya jayega. iske liye puri jimmebari Lalit Narayan Mithila University ko di gyi hai. 2 year B.ED Bachelor of Education (B.Ed Regular and distance) Course ki puri jankari aap sabhi ko niche diya ja raha hai.
Bihar BEd CET 2020
Bihar BEd CET 2020: To jaisa ki aplog ne jana ki Bihar BEd CET exam ka form 2 februry 2020 se Bharne ke liye suru kiya jayega aur iska last date jo hai 2 March 2020 ko hoga .aur iska exam ka date jo nikala gya hai bo hai 16 April 2020 ko exam liya jayega to jiske liye is bar Lalit Narayan Mithila University ko puri jimebari de di gyi hai . to yadi aap bhi Bihar B.Ed mein admission lena chahte hain to iska exam Mein bhag lekar kar sakte hain aur uske bad aapko merit based per kisi bhi callage me admission diya jaega .to is article me aap sabhi ko Bihar B.Ed ke puri jankari Di gai hai ki aaplog kaise iske liye form bhar sakte hain aur iska syllabus kya hoga to iske liye eligibility kya hai aur iske liye aapko kitna fee jama karna hoga aur iske liye age limit kya hai.
Bihar B.Ed Common Entrance Test 2020-22
To yadi aap bhi 2 years B.Ed course complete karna chahte hain to aap niche ke link ke dwara aap online apply kar sakte hain aur uske baad aap iska exam de sakte hain.tb aap iska CET crack kar lete hain to aapko callege me admission de diya jayega.
Aur apko bata de ki aap kisi bhi private ya govt callege me apna CET marks ke anusar apna admission le sakte hain.