Bihar Police Mobile Squad Admit Card 2020 Download: Hello Friends, Aaplog ko bata de ki (CSBC) Central Selection Board of Constable ne Bihar Police Mobile Squad ka admit jaari kar diya gya hai jise aap iske official link csbc.bih.nic.in ke dwara download kar sakte hain. To is article me aap sabhi ko download karne ke liye iska link aur step by step trike se bataya bhi ja raha hai. Jis se aap kafi aashni se admit online download kar sakte hain.

Ab aapko bata de ki Bihar Police Mobile Squad me 496 post ke liye online form bhara gya tha. To ab iske liye likhit exam ke liye admit card online jaari kar diya gya hai jise ab aap sbhi log download kar sakte hain. Yaha par bata den ki iska admit card link http://apply-csbc.com/msadmitcards/searchApplication itna par iska admit jaari kiya gya hai. Aur bata de ki iska admit card 18 January 2020 Ko hi online apne official site par jaari kiya tha jise ab aap aplication number aur DOB ke tahat download kar sakte hain.
Board Name | Central Selection Board of Constable |
Name of Post | Mobile Squad Constable |
No. of Vacancy | 496 Vacancy |
Exam Date | 2 February 2020 |
Admit Card | Released |
Article Category | Admit Card |
Official Website | www.csbc.bih.nic.in |
How to Download Bihar Police Mobile Squad Admit Card Online
- Aap sabse pahle niche me diye gye link se iske official site par visit karen.
- Uske baad aap apna resistration number aur password yaha pr enter karen.
- Yaha par aapka admit card show ho jayega.
- Aur ise aap download karke print bhi kar len.
DOWNLOAD ADMIT CARD | Click Here |
DOWNLOAD EXAM NOTICE | Click Here |
Frequently Asked Questions
Bihar Police Mobile Squad Constable Exam Kab Hoga?
Bihar Police Mobile Squad Constable Exam 2 Feb 2020 Ko Liya Jayega.
Bihar Police Mobile Squad Constable Admit Card Kab jaari kiya jayega.
Iska admit card 18 January 2020 ko online jaari kiya gya hai.
How Can I Download CSBC Bihar Mobile Squad Constable Admit Card 2020?
Admit card official site @csbc.bih.nic.in par jaari kiya jayega.
CSBC Bihar Mobile Squad Constable Exam Ke liye kaun se proof le jane honge.
aap koi ek proof Adhar Card, Voter ID, PAN Card ityadi le ja sakte hain.