D.EL.ED Admission Patna 2020:- Hello Friends, Yadi aap Patna D.El.Ed me Admission lena chahte hain to aap yaha se pahle D.El.Ed Admission Session 2020 ka Counselling list ko check kar sakte hain. Aur aap is post ke madhyam se iske liye online Application form bhi bhar sakte hain. Uske baad Destrict Education and Training Institute Patna ke dwara Counselling list ke anusar iska Admission bhi liya jayega. To aap is article ko pura last tak padhe D.El.Ed Admission Patna 2020 ke bare me puri jankari mil jayegi.
Aapko to sabse pahle batana chahuga ki DIET Patna ke official site par D.El.Ed Admission ke liye Application Form ko aap bhar sakte hain. Aur D.El.Ed me Admission ke liye total 200 Seats hai, Jisme 50% Seat Science aur 50% Commerce and Arts ke liye reserved kiya gya hai.
Lekin aap other wise kisi bhi stream se D.El.Ed me Admission lena chahte hain to aap is page me diye gye link se apna Application Form online bhar sakte hain, Sath hi aap iska Counselling list bhi check kar sakte hain.
DIET Patna 2020 Online Form
To aap D.El.Ed Patna me Admission lene ke liye is page me diye gye link se online Form apply kar sakte hain, Aur sath hi aap Admission lene ki puri process ko is post me dekh bhi sakte hain. Form online bharne ke liye niche iska link diya gya hai, Jiske liye aapko step by step method bhi bataya gya hai.


D.El.Ed Admission – DIET Patna 2020
D.El.Ed yani (District Institute of Education & Training) ‘Patna me Admission lene ke liye aapko sabse pahle online Application form bharna hoga. Aur Uske baad Patna Counselling list jaari karega jiske anusar hi form bharne bale sabhi candidate Institute me jakar Admission le sakte hain.
Organization Name | District Institute of Education & Training, Patna |
Application Form | Online |
Year | 2020 |
Start Date Application Form | Update Soon |
Last Date Application Form | Update Soon |
Article Category | D.El.Ed Admission Patna |
Location | Patna |
Official Website | http://dietpatna.com/ |
D.El.Ed Selection Basis
D.El.Ed Admission ka Selection Process 10th aur 12th me Prapt Marks ke Percentage ke adhar par Merit list taiyar kiya jayega jiske madad se aapko Admission diya jayega.
Aur Percentage ke average same rahne par unke adhik qualification ke adhar par bhi Admission diya ja sakta hai.
Jabki Candidates ka percentage average same rahne par unke age ke hisab se bhi Admission diya ja sakta hai.
Important Date –
To aap sabhi ko yaha par Important Date ke bare me bataya gya hai jo iske officialy ghosna karne ke baad yaha par update kar diya jayega jise dekh kar apna Form usi date me online apply kar sakte hain.
Bihar D.El.Ed 2020 Admission 22 1 | Dates |
Application starts | Coming Soon |
Application Form ends | Coming Soon |
Last Date of Payment of Application Fee | Coming Soon |
Issuance of dummy admit card begins from | Coming Soon |
Admit card | Coming Soon |
Bihar DElEd JET 2020 date | Coming Soon |
Declaration of entrance exam result | To be notified |
Application Fee :- Aur yaha par aap sabhi ko Application Form bharne ke liye online kitna fees pay karna hoga iske bare me niche table me bataya gya hai. Jise kebal SBI Collect ke madhyam se accept kiya jayega.
Category | Application Fee |
Unreserved, BC & EBC | Rs. 960 |
SC / ST / OBC | Rs. 760 |
How To Apply For D.El.Ed Admission 2020?
- Aapko sabse pahle is post me niche diye gye link se iske official site par visit karna hoga.
- Iske bad home page par aapko D.El.Ed Admission 2020 ke liye iske link ko khojna hoga.
- Aur iske link par click karne ke baad application form show ho jayega.
- Jise aapko sahi se pure details ko bharna hoga.
- Form bharne ke baad aap submit par click kar den.
- Ab aap application form fees pay karen.
- Aur aap application form bharne ke bad iska ek print jarur kar len.
Aap D.El.Ed Patna me Admission lene ke liye upar bataye gye step aur diye gye official site ke link ko follwo kar aasani se apna application form bhar sakte hain. Aur baki ka link iske officialy publish hone ke baad update kar diya jayega.
Application Form | Click Here |
Download Advertisement | Click Here |
Download Admit Card | Update Soon |
Results, Merit List, Cut Off | Update Soon |
Official Website | Click Here |
Bihar D.El.Ed 2020 Exam Centres
Patna | Nalanda | Saran |
Siwan | Aurangabad | Vaishali |
Bhojpur | Buxar | Arwal |
Muzaffarpur | Rohtas | Gaya |
Nawada | Arwal | Bhagalpur |
Samastipur | Katihar | Lakhisarai |
Sitamarhi | Purnia | Jehanabad |
Bhabhua | Kishanganj | Araria |
Sheohar | Begusarai | Bhojpur |
Gopalganj | Darbhanga | E.C. Motihari |
W.C Bettiah | Saharsa | Supaul |
Munger | Banka | Jamui |
Sheikhpur | – | – |
Documents Required at the time of Counselling
- Marksheet of the qualifying examination
- Migration Certificate
- Adhaar Card
- Caste Certificate
- Birth Certificate
- Character Certificate