Kendriya Vidyalaya Admission class 1 to 11 Form Date: Hello Friends yadi aap kendriya vidyalaya me admission ke bare me jankari lena chahte hain to aap sabhi ko is article ke dwara hindi me KVS Admission 2020 ki puri jankari di jayegi. aapko bata de ki kendriya vidyalaya me admission ke bare me KVS ke official site par notification jaari kiya jayega jiska link aap sabhi ko is post me diya gya hai Aapko to pata hi hoga ki class 1st, 2nd, 3rd, 4th, 5th, 6th, 7th, 8th, 9th, 10th, 11th, and 12th ke admission ke liye har saal online apply karne ke liye form nikala jata hai to is saal bhi Frbruary 2020 me iske liye notification jaari kiya jayega jiske liye aap march tak form apply kar sakte hain. form online kaise apply karna hi ya fir ofline kaise bhrna hai to iski puri jankari aap sabhi ko yaha par di jayegi jise dekh kar apna form bhar sakte hain.
Org Name | KVS (Kendriya Vidyalaya Sangathan) |
Classes | Class I to XI |
Application Mode | Online |
Registration for 1 to 10 | Coming Soon |
Registration for Class XI | Board Result Ke Baad |
Official Website | kvsonlineadmission.in |
KVS Admission 2020-21 Process
To bata de ki kendriya vidyalaya sangathan me admission lene ke liye aap sabhi logo ko sabse pahle online registration karwaya jayega KVS ke official site par se tb jakar aap apna admission le sakte hain aur jab board exam ho jata hai tab KVS me class 11 ke liye registration liya jata hai.to aap sabhi ko niche iska pura jankari diya gya hai ki aap kis prakar se KVS me class 1 se lekar class 11 tak ke liye form bhar sakht hain aur aap logo ko bata de ki KVS Admission Shedule 2020 -21 Tentative ab iske liye available hai aur iske anusar aap iska registration form bahar skate hain.
KVS Me admission ke liye bata de ki Age limit ek mahatvpurn bhumika nibhati hai aur iska list niche diya gya hai.
Class | Min Age | Max Age |
Class 1 | 05 | 07 |
Class 2 | 06 | 08 |
Class 3 | 07 | 09 |
Class 4 | 08 | 10 |
Class 5 | 09 | 11 |
Class 6 | 10 | 12 |
Class 7 | 11 | 13 |
Class 8 | 12 | 14 |
Class 9 | 13 | 15 |
Class 10 | 14 | 16 |
KVS Me Admission 2020-21 Ke Liye Apply kaun Kar Sakta Hai
Kendriya Vidyalaya me preference ke anusar admission di jaati hai aur iske preferences ko nihce ke list me aap log dekh sakte hain.
- 1st Preference – Central Govt employees ward.
- 2nd Preference – Army and Ex-Army’s children.
- 3rd Preference – Government employees’ children.
- 4th Preference – Single girl child quota.
- 5th Preference -Private or self-employed personnel.
How to Apply For KVS Admission
- Aap kvs me admission ke liye KVS ke official site par visit karen.
- Uske baad aap jis class ke liye apply karna chahte hain to use kar len.
- Iska direct link diya hua hai.
- Ab aap sabhi personal details ko bharen.
- Requires docoument ko upload karen.
- Aur ise final submit kar de.
- Jyada jankari ke liye iske Admission Guidelines ko yaha se download kar sakte hain.
Official Website – https://kvsangathan.nic.in/
KVS believes in imparting knowledge/values and nurturing talent, enthusiasm, and creativity of its students for seeking excellence through high-quality educational endeavors.
KVS Admission Fees Structure
1 | Admission Fee | Rs. 25.00 |
2 | Re-Admission Fee | Rs 100.00 |
3 | Tuition Fee | |
3(a) | Class IX & X (Boys) | Rs 200.00 |
3(b) | Class XI & XII Commerce & Humanities (Boys) | Rs 300.00 |
3(c) | Class XI & XII Science (Boys) | Rs.400.00 |
4 | Computer Fund | |
4(a) | Class III onwards wherever Computer Education is being imparted | Rs 100.00 |
4(b) | Computer Science Fee. (for elective subjects) + 2 stage | Rs 150.00 |
5 | Vidyalaya Vikas Nidhi (Classes I – XII) | Rs. 500.00 |