UP Primary Teacher Vacancy 2021:- Hello Guys, Uttar Pradesh me Primary Teachers ke bharti ke liye online Registration Form ek baar phir se open kar diya gya hai, Jo bhi candidates UP Primary Teachers 2021 ke liye abhi tak Registration Form nahi bhare hain ve is post ki madad se online Form bhar sakte hain. Aap sabhi ko bata den ki UP Primary Teachers ke liye total 68,500 Seats ke liye Bharti nikali gyi hai jiske bare me aap sabhi ko is article ke madhyam se puri jankari diya ja raha hai. Aur sath hi iska link bhi provide karaya gya hai jise follow karke apna Registration form Online bhar sakte hain.
Aur Basic Education Counsil ke Primary Schools me 68,500 Assistant Teachers ki Bharti ke liye Prakriya chal raha hai. Bata den ki Pradesh Sarkar ne yah Bharti ke liye OMR Sheet ki Madad se aayojan karne ja raha hai. Aur Secretary Examination Regulartory Authority ne District School Inspectors se Centres of List ki Mang kar raha hai. To sabhi Vancancy ki jankari aap yaha se District Wise online check kar sakte hain. Aur Online Registration Form bhi is page se bhar sakte hain.

UPDATE:- Jo bhi candidates Primary Teacher banana chahte hain to un sabhi ke liye ek achha mauka hai ki ve is form ko bhar sakte hain. Jiske liye saari jankari yaha par pradan kiya gya hai.
UP Primary Ka Master Registration Form 2021
Aap sabhi ko sabse pahle bata den ki pichhle kuchh salo se UP Primary Teacher Vancancy ke liye bahut se change kiya gya hai iske karan is Bharti me shamil hone bale sabhi Candidates ko jyada prashani uthana pada hai. Lekin ab iske High Court ke dwara 68,500 Assistant Teachers Bharti 2020 ke liye puri tarah se chut de diya gya hai. Aur High Court ne Last Exam se pahle tak Result jaari karne par rok bhi laga diya hai. Jiske karan aap jald se jald 24 March se lekar 27 March 2020 tak iske liye online Registration form bhar sakte hain.
Jo ki is saal bahut saare Teachers ki bharti hone bala hai, in Bharti ke liye jo bhi candidates BTC, BED, DELED ki Degree prapt kiye hauye hain ve iske liye online Registration Form bhar sakte hain. Aur Sarkari Primary School ke liye 68500 teacher bharti ke liye iski process ko pura kiya ja raha hai.
Ab aap sabhi ko bata den ki Primary Teachers Vacancy ke liye online Aapplication Form 24 March se lekar 27 March 2020 tak bhar sakte hain. Jiske liye aapko iske official site par jana hoga.
UP Primary Teacher 2021 Merit List
Aap jan len ki Uttar Pradesh me Primary Teacher Recruitment ke liye Exam ke kuchh din baad iska Merit List taiyar kiya jayega Jiske anusar hi is bharti me Teachers ko niyukt kiya ja sakta hai.

How To Apply For UP Primary Teacher Recruitment 2021
Jo bhi candidates UP Primary Teachers 2021 ke liye Registration Form bharna chahte hain to yaha par bataye gye step ko follow karke aasani se apna Form online bhar sakte hain.
- To aap iske official site par sabse pahle visit karen.
- Aur iske home page par aap notice section bale tab par click karen.
- Ab aap UP Primary Teachers Online Registration ke link par click karen.
- Click karne ke baad ek naya page khul jayega.
- Jisme apna details ko sahi se bharen.
- Aur apna Personal aur Educational Qualification ko bhi enter karen.
- Enter karne ke baad ise final submit par click kar den.
- Aur ye sab pura karne ke baad iske liye online payment karen.
- Aur iske form ko ek pirnt copy kar len.
OFFICIAL WEBSITE | www.upbasiceduboard.gov.in |
Primary Ka Teacher Vacancy District Wise
Aap yaha par diye gye table me Uttar Pradesh Primary Teachers Recruitment 2021 ki District wise check kar sakte hain.
District Wise Vacancy | No. of Vacancy |
Agra | 1200 |
Aligarh | 1100 |
Allahabad | 1400 |
Ambedkar Nagar | 1000 |
Amethi | 1100 |
Auraiyya` | 700 |
Azamgarh | 900 |
Badayun | 1750 |
Baghpat | 500 |
Balliya | 1600 |
Balrampur | 800 |
Banda | 1100 |
Barabanki | 1500 |
Basti | 1400 |
Bareilly | 1300 |
Behraich | 1700 |
Bijnor | 1400 |
Bulandsheher | 550 |
Chandoli | 450 |
Chitrakoot | 1050 |
Deoria | 1300 |
Etah | 850 |
Etawah | 1000 |
Firozabad | 950 |
Farrukhabad | 700 |
Fatehpur | 1250 |
Faizabad | 1000 |
Gautam buddha Nagar | 500 |
Ghaziabad | 300 |
Ghazipur | 1300 |
Gonda | 1400 |
Gorakhpur | 1350 |
Hamirpur | 600 |
Hardoi | 2000 |
Hathras | 750 |
Hapur | 200 |
Jalon | 400 |
Jaunpur | 2000 |
Jhansi | 450 |
JP Nagar | 350 |
Kannauj | 800 |
Kanpur Dehat | 900 |
Kanpur Nagar | 600 |
Kasganj | 700 |
Kaushambi | 650 |
Kushinagar | 1600 |
Lakhimpur Kheri | 1700 |
Lalitpur | 500 |
Lucknow | 1000 |
Maharajganj | 1200 |
Mahoba | 650 |
Mainpuri | 1150 |
Mathura | 1300 |
Mau | 700 |
Moradabad | 950 |
Muzaffarnagar | 550 |
Meerut | 600 |
Mirzapur | 1250 |
Pilibhit | 700 |
Pratapgarh | 1000 |
Raebareilly | 800 |
Rampur | 1200 |
Shravasti | 300 |
Siddharthanagar | 1150 |
Saharanpur | 700 |
Shahjahanpur | 1150 |
Sambhal | 350 |
Sultanpur | 950 |
Sitapur | 2000 |
Sant Kabir Nagar | 1000 |
Sonbhadra | 1100 |
Sant Ravidas Nagar | 500 |
Shamli | 300 |
Unnao | 1400 |
Varanasi | 980 |
Total | 68500 |