Rajasthan High Court Online Form 2020:- Hello Friends, Rajashan High Court me Stenographer ke liye 434 Post me Bharti nikali gayi hai. To Is article me aap sabhi ko bataya ja raha hai ki aap iske liye online form kaise bhar sakte hain. Form bharne ke liye iska link niche diya gya hai jaha se aap apna form online bhar sakte hain. To aap is post ko last tak follow karke Rajasthan High Court Stenographer Bharti ke form bharne ke liye jankari parapt kar sakte hain. Aur saath hi step by step tarika bhi bataya gya hai.
Rajasthan High Court Me Stenographer Bharti 2020 ke liye Online form 30 January 2020 se liye jayega. To agar aap bhi chahte hain ki Rajasthan High Court me Stenographer ke iye form bharen to aapke liye ek achha mauka form bharne ke liye hai. Aur iska last date 28 February 2020 tak online form aap bhar sakte hain. Jo bhi candidate Rajasthan High Court me job ke liye form bharna chahte the to ve bilkul iske liye online form bhar sakte hain.
Rajasthan High Court Stenographer Bharti Online 2020
Rajasthan High Court me Stenographer Bharti 2020 ke liye jo bhi candidate form bharna chahte hain to ve iske liye bilkul apply kar sakte hain. Aapko form 28 February 2020 se pahle online bharna hai kyonki date last hone ke baad koyi bhi iske liye form nahi bhar sakte hain. Aur aap iske liye form https://hcraj.nic.in par jakar aashani se online form bhar sakte hain form bharne ke liye niche bataye gye step ko aap follow ke sakte hain.
Aur ek baat aap sabhi ko bata dena chahta hu ki aap apna form sahi sahi bharen, nahi to agar koyi form me error hoti hai to aapke form ko reject kar diya jayega. Isliye aapko nihce bataya gya hai jise aap step ko follow kar sakte hain.
Conducting Authority | Rajasthan High Court |
Recruitment | Stenographer |
Total vacancy | 434 Post |
Post | Stenographer |
Year | 2020 |
Online Form Start | 30/1/2020 Se |
Last Date | 28/2/2020 Tak |
Official website | https://hcraj.nic.in |

Rajasthan High Court Stenographer Bharti Online Application
LETEST UPDATE: Rajasthan High Court me stenographer Bharti 2020 ke liye form online form bharne ka date 30/1/2020 se lekar 28/2/2020 tak online form apply sakte hain. Aur iske liye Educational Qualification aapka 12th yani Inter hona aapke liye bahut jaruri hai.
Post Name.
- Stenographer Bharti
Number OF Post.
- Total 434 Post
Important Date.
- 30/1/2020 se 28/2/ 2020 February Tak
Age Limit.
- 23 Years se 36 Years Tak
Job Location.
- Rajasthan
Application Fees.
- GEN / OBC / OTHER STATE – 100
- SC / ST / PH – 25
Educational Qualification.
- 12th INTER
Selection Process.
- Online Exam
How To Apply For Online Rajashtan High Court Stenographer Bharti
- Aap iske official site hcraj.nic.in par visti karen.
- Ab aap iske liye registration karen.
- Yaha par puchhi gayi saari details ko bharen.
- Aapko yaha par form ke liye online payment karna hoga.
- Aur iske baad final submit kar den, aur iske form ko print jarur kar len.
APPLY ONLINE FORM | Click Here |
SHORT NOTIFICATION | Click Here |
OFFICIAL WEBSITE | Click Here |